اتوار، 23 ستمبر، 2012

MOHSIN Naqvi Poetry

Kisi sa gila kia kerna is jahan ma MOHSIN

Shayad hum hi yad k qabil nahi rahy…….



Wo kahta ha k hum na us ki qadar nahi k MOHSIN

Hum na to un ki yadon ko bhi sambhaalaa ha emaan ki taraah





Biknay walay or han ja ker khareed lo Mohsin,,

Hum log qeemat sa nahi qasmat sa milaa kertaay han…


Zauq e deed ma ha takleef sara ser Mohsin
achy han wo log jo mohabat nahi kertay...


Maray khuda na bohat nawaza ha mjh ko Mohsin
Meri okat k baraber milta to shayad tum na milty


Tarapta hai, sisakta hai, tarasta ha magr mohsin
Usay keh do kisi k hijr men marta nahi koee